08/03/2026
Aaj ek dost ke charity budget mein humne Ramzan Rashan tayar kiya 🌙
Zaroori rashan ki cheezen munasib rayat ke sath tayar karke
gareeb aur intahai mustahaq logon tak pohanchai gayin 🤝
Ramzan ka asal husn yahi hai ke asani aur khushi doosron tak bhi pohanch sake 💛
Savori — Spice. Savor. Smile. 😊