10/20/2026
Mooli ky parathy aur Mitchel’s ka hari mirch ka achaar 💕
Ap kis tarah ki mooli ki stuffing pasand karty hain? Kachi mooli ki ya mooli paka kar? Main to hamesha mooli paka kar hi banati hun parathy.